Monday, December 01, 2008

An inspiration

Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya

Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein phir bhi badal hi the
Woh kehta raha magar ki
Allah ke bande hasde Allah ke bande
Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha Kho ke aapne par hi to
Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
Gham ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega
Allah ke bande hasde allah ke bande Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota Tukde tuke ho gaya tha
Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
Bhikre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega
Allah ke bande hasde allah ke bande Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir

Toota toota ek parinda aise toota
Ke phir jud naa paaya
Loota loota kisne usko aise loota
Ke phir ud naa paaya

Girta hua woh asma se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein phir bhi badal hi the
Woh kehta raha magar ki
Allah ke bande hasde allah ke bande Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega


It will happen...tomorrow will come!

No comments: